Search Your Song,Movie,Artist here....

Showing posts with label Hindi Songs. Show all posts
Showing posts with label Hindi Songs. Show all posts

Ae Mere Des (Title) Lyrics - Ae Mere Des (2019)

0


Ae Mere Des (Title) Lyrics - Ae Mere Des (2019)


Album/Label:      Ae Mere Des (2019)
Singer(s):   Jubin Nautiyal
Lyricist(s):  Nikhil Khamkar
Composer(s):      Joe Costa
Director(s): Nikhil Shrikrishna Khamkar
Music Label:        © T-Series
Starring:    Jubin Nautiyal, Lalit Prabhakar
Release on: 21st January, 2019


Ae Mere Des (Title) Song Lyrics


Ae mere des
Chal loon main teri zameen par
Ae mere des
Daudu teri raahon par

Machal loon main hawaaon mein
Udano mein, aasmano mein
Jee loon main ujaalon mein
Kho jaaun tere khayalon mein

Tu jaan hai meri shaan hai
Tu hi toh hai pehchaan haan
Teri aawaaz ko aagaaz doon
Bas tere liye main kuch kar dikhaun

Vande mataram…
Vande mataram…

Ho…

Gaaun mein inn dariyon mein
Naach loon galiyon mein

Gaaun mein inn dariyon mein
Naach loon galiyon mein
Mehak main jaaun khushboo mein
Behak jaaun rangon mein

Machal loon main hawaaon mein
Udano mein, aasmano mein
Jee loon mein ujalon mein
Kho jaaun tere khayalon mein

Tu niha hai, tu nishaan hai
Tu hi toh armaan mera
Tere naam pe naaz karun
Bas tere liye main kuch kar dikhaun

Vande mataram…
Vande mataram…
Vande mataram…
Vande mataram…

Adhoora (Title) Lyrics - Adhoora (2019)

0


Adhoora (Title) Lyrics - Adhoora (2019)


Album/Label:      Adhoora (2019)
Singer(s):   Tabish Pasha
Lyricist(s):  Shravan Pundirr
Composer(s):      Tabish Pasha
Music Director(s):        Tabish Pasha
Director(s): Dhruwal Patel
Music Label:        © Times Music
Starring:    Tabish Pasha, Anaya Shah
Release on: 1st February, 2019


Adhoora (Title) Song Lyrics


Teri yaade aate jaate
Puchhe tera pata
Aankhe meri hai aansu tere
Bhoolu kaise pata
Tha wada tera na honge juda
Na wo subah gayi na aayi subah
Mita de mujhe
Ya mitt mujh mein ja
Adhoora lage tere bina
Tere bina…

Adhoora, adhoora main
Adhoora, adhoora main
Adhoora, ye jaha tere bina

Adhoora, adhoora main
Adhoora, adhoora main
Adhoora, ye jaha tere bina

Fir sajate nahi bite pal
Aankhe rehti hai nam aaj-kal
Aake ek baar lag ja gale
Tujhse milne ko karta hai mann
Bula le mujhe ya aa tu hi ja
Adhoora lage tere bina
Sata de mujhe de mujhko rula
Adhoora lage tere bina

Adhoora, adhoora main
Adhoora, adhoora main
Adhoora, ye jaha tere bina

Adhoora, adhoora main
Adhoora, adhoora main
Adhoora, ye jaha tere bina.

Aawara Shaam Hai (Title) Lyrics - Aawara Shaam Hai (2019)

0


Aawara Shaam Hai (Title) Lyrics - Aawara Shaam Hai (2019)


Album/Label:      Aawara Shaam Hai (2019)
Singer(s):   Meet Bros Anjan Ankit, Piyush Mehroliyaa
Lyricist(s):  Shabbir Ahmed
Composer(s):      Meet Bros Anjan Ankit
Music Director(s):        Meet Bros Anjan Ankit
Music Label:        © MB Music
Starring:    Manjul Khattar, Rits Badiani
Release on: 26th July, 2019


Aawara Shaam Hai (Title) Song Lyrics


Tu dhoop sunehari fizaon mein
Rehti ho meri duaon mein

Tu dhoop sunehari fizaon mein
Rehti ho meri duaon mein

Tera naam jis lamhe mein loon
Behadd mile aaram hai

Teri hi galiyon mein
Aawara shaam hai
Ho teri hi galiyon mein
Aawara shaam hai

Tu dhoop sunehari fizaon mein
Rehti ho meri duaon mein
Tera naam jis lamhe mein loon
Behadd mile aaram hai

Teri hi galiyon mein
Aawara shaam hai
Ho teri hi galiyon mein
Aawara shaam hai

Jab tak tera chehra utre na
Meri aankhon mein
Tab tak na meri subah hoti hai
Ho jab tak tera chehra utre na
Meri aankhon mein
Tab tak na meri subah hoti hai

Jab tak teri khushboo
Pighle na meri saanson mein
Tab tak dhadkan bhi khoyi rehti hai

Teri hansi har raahon mein
Mahfooz dil teri baahon mein
Tera naam jis lamhe mein loon
Behadd mile aaram hai

Teri hi galiyon mein
Aawara shaam hai
Ho teri hi galiyon mein
Aawara shaam hai

Meri nazar dekho zara
Ismein kahin hai ghar tera
Rasta bhi tu, manzil bhi tu
Ik humsafar hai bas mera

Subah meri aur raat bhi
Doobi hai teri nigahon mein
Tera naam jis lamhe mein loon
Behadd mile aaram hai

Teri hi galiyon mein
Aawara shaam hai
Ho teri hi galiyon mein
Aawara shaam hai.

Aakhri Baar (Title) Lyrics - Aakhri Baar (2019)

0


Aakhri Baar (Title) Lyrics - Aakhri Baar (2019)


Album/Label:      Aakhri Baar (2019)
Singer(s):   Palash Muchhal, Parry G
Lyricist(s):  Palash Muchhal, Parry G
Composer(s):      Palash Muchhal
Music Director(s):        Palash Muchhal
Music Label:        © Zee Music Company
Starring:    Parth Samthaan, Shakti Mohan, Pankaj Sharma
Release on: 22nd October, 2019


Aakhri Baar (Title) Song Lyrics


Main aur tu kaafi the na thi koyi zaroorat
Dil bhi tera tere chehre jitna khoobsurat
Yehi soch ke main tujhmein poora kho gaya
Kya socha tha, kya se kya ho gaya

Main tujhko poochhun kya tha yeh
Tu kehti sab mazaak tha
Bandh gaya tha tujhse
Ab band ho gaya raasta
Hai tujhko mera vaasta
Jawab de sawal ka
Tere pyar ke jaal ka
Mere bure haal ka
Main abhi bhi yaad karke rota
Kitna kiya tha samjhauta
Jitna bada samjha humko
Utna ho gaya main chhota
Tujhe na kadar, tujhe na asar
Chhodi na toone koyi bhi kasar
Jaana chahata tujhse door
Phir bhi teri saari khabar
Par abhi na padta farak
Dil ki baat kehni thi
Ek aakhri baar teri bewafai sehni thi
Tere gulami se ho gaya hoon ab azaad
Dhayan se sunn le yeh baat ki

Aakhri baar kiya pyar tujhe
Aakhri baar
Aakhri baar kiya yaad tujhe
Aakhri baar

Woh saare lamhe ab aate mere saamne
Jab base the ik dooje ke dil aur jaan mein
Jab basi thi saasein teri muskaan mein
Tabhi yeh faasle mere roz praan lein
Main abhi bhi wahin hoon
Tujhe yehi dhoond raha
Tu hi mujhe dikh rahi
Tera naam goonj raha
Barsaati thi mujh pe pyar ki baarish
Ab dhundne par bhi na milti hain boondein yahan
Haan!

Kyun kiya aisa chhod diya tadapne ko
Kyun di yaadein jab deni thi rakhne ko
Rasta bhatakne ko dil ka dard chakhne ko
Pehle hath pakda phir keh diya hatne ko
Itna aasaan tha to mujhko bhi sikha jaati
Keh doon teri khushbu mein din raat teri yaad aati
Lag raha hai khud se kar raha hoon baatein
Kahne na bachi koyi baat baaki

Aakhri baar
Socha hum dono ke baare mein
Aakhri baar
Mere saare jazbaat haare the
Aakhri baar
Jo sehna tha seh liya
Aakhri baar
Jo kehna tha keh diya

Aakhri baar kiya pyar tujhe
Aakhri baar
Aakhri baar kiya yaad tujhe
Aakhri baar

Aakhri baar kiya pyar tujhe
Aakhri baar
Aakhri baar kiya yaad tujhe
Aakhri baar.

Aaj Kal Tere Mere Pyar Ke Charche (Title) Lyrics - Aaj Kal Tere Mere Pyar Ke Charche (2019)

0

Aaj Kal Tere Mere Pyar Ke Charche (Title) Lyrics - Aaj Kal Tere Mere Pyar Ke Charche (2019)


Album/Label:      Aaj Kal Tere Mere Pyar Ke Charche (2019)
Singer(s):   Sanam Puri
Lyricist(s):  Hasrat Jaipuri
Composer(s):      Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director(s):        Keshav Dhanraj, Samar Puri, Sanam Puri, Venky S
Music Label:        © Sanam
Starring:    Sanam Puri, Sanah Moidutty
Release on: 20th September, 2019


Aaj Kal Tere Mere Pyar Ke Charche (Title) Song Lyrics


Aaj kal tere mere pyar ke
Charche har jubaan par
Sabko maalum hai
Aur sabko khabar ho gayi

Aaj kal tere mere pyar ke
Charche har jabaan par, achha!
Sabko maalum hai
Aur sabko khabar ho gayi, to kya?

Humne toh pyar mein aisa kaam kar liya
Pyaar ki raah mein apna naam kar liya
Humne toh pyar mein aisa kaam kar liya
Pyaar ki raah mein apna naam kar liya
Pyaar ki raah mein apna naam kar liya

Aaj kal tere mere pyar ke
Charche har jabaan par, achha!
Sabko maalum hai
Aur sabko khabar ho gayi, to kya?

Aaj kal tere mere pyar ke
Charche har jubaan par
Sabko maalum hai
Aur sabko khabar ho gayi, to kya?

Do badan ek dil, ek jaan ho gaye
Manzile ek huyi humsafar ban gaye
Do badan ek dil, ek jaan ho gaye
Manzile ek huyi humsafar ban gaye
Manjile ek huyi humsafar ban gaye

Aaj kal tere mere pyaar ke
Charche har jabaan par, achha!
Sabko maalum hai
Aur sabko khabar ho gayi, to kya?

Aaj kal tere mere pyaar ke
Charche har jubaan par
Sabko maalum hai
Aur sabko khabar ho gayi.

Aaho Mittran Di Yes Hai (Title) Lyrics - Aaho Mittran Di Yes Hai (2019)

0


Aaho Mittran Di Yes Hai (Title) Lyrics - Aaho Mittran Di Yes Hai (2019)


Album/Label:      Aaho Mittran Di Yes Hai (2019)
Singer(s):   Badshah
Lyricist(s):  Badshah
Composer(s):      Badshah
Music Director(s):        Badshah
Music Label:        © Aaho !!
Starring:    Badshah, Nidhhi Agerwal
Release on: 18th October, 2019


Aaho Mittran Di Yes Hai (Title) Song Lyrics


Image rakhe neat oye
Yaari mein na kari cheat oye
Bin baat ke no fukkri
Ground pe rakhe feet oye
Kamm kriye na chase
Full life da craze
Kisi baat ka na koyi stress ae

Ho mittran di yes hai, yes hai
Ho mittran di yes hai, yes hai
Ho mittran di yes hai
Ho mittran di yes hai
Aaho mittran di yes hai
Aaho mittran di yes hai

Gaadi ka size na matter kare
Bada hona chahiye size dil ka
Tension kis baat ki oye
Aaja sadde naal tu chill kar

Gaadi ka size na matter kare
Bada hona chahiye size dil ka
Tension kis baat ki oye
Aaja sadde naal tu chill kar

Kade layida ni load
Happy rakhde aan mood
Chaahe zindagi ch jinni waddi mess hai

Ho mittran di yes hai, yes hai
Ho mittran di yes hai, yes hai
Ho mittran di yes hai
Ho mittran di yes hai
Aaho mittran di yes hai
Aaho mittran di yes hai

Good feel ae jo tu mere pass ae
Madame ke jaise tu bhi class ae
Poora fit hoon jaise swaraj main
Aaja dinner kara doon tujhe Taj main

Ubon pe sunein aaja gaane
Khamakha mein na kar tu bahaane
Cool lip jaise chill rehke soch to
Kaun aaye tujhe itna manane
Dil kare ab zid munda haiga limited
Cornitos ke nachos ke
Flavours ke jaisa best hai

Ho mittran di yes hai, yes hai
Ho mittran di yes hai, yes hai
Ho mittran di yes hai
Ho mittran di yes hai
Aaho mittran di yes hai
Aaho mittran di yes hai
Aao karein party

Masti hogi har din ab
Nachna hai aaj full on sab
Poora grand hai scene apna
Swag ka kehte hain humein hub

Masti hogi har din ab
Nachna hai aaj full on sab
Poora grand hai scene apna
Humein swag ka kehte hain hub

Log kari jaan sada muhon
Boliye na maahda shor
Paayi jaandi saddi success ae

Ho mittran di yes hai, yes hai
Ho mittran di yes hai, yes hai
Ho mittran di yes hai
Ho mittran di yes hai
Aaho mittran di yes hai
Aaho mittran di yes hai..

Aafat Waapas (Title) Lyrics - Aafat Waapas (2019)

0


Aafat Waapas (Title) Lyrics - Aafat Waapas (2019)


Album/Label:      Aafat Waapas (2019)
Singer(s):   Naezy
Lyricist(s):  Naved Shaikh
Composer(s):      Phenom
Music Director(s):        Phenom
Director(s): Naved Shaikh
Music Label:        © Naezy TV
Starring:    Naezy
Release on: 25th March, 2019


Aafat Waapas (Title) Song Lyrics


Apun phir se aa gyerele
Ahaa!
Tumlog ko to maaloom hi hai na
Kya bolreli hai public?
Paida hua pala bada
Hateli ilaake mein
Pitaji ke patte khaya
Pateli ke laafe diya
Harkate khurafaati
Sab log khilafi thhe
Matlab koi nafrat nahi
Hum log khilafat the

Yaaron ko thi aapatti
Bambai number 70
Ek khurd ek naam
Naezy the baa
Ek dude ek kaam represent
Mera jee bechain
Mere jaise kaun
Tere jaise bhott
Karun main toh mauj
Chalat mere dost
Jaise koi fauj hai
Salaam mera chaahne waalon ko
Jalne walon ko slam mera
Trye karu har ek dream mera
Tere se bhi dhaansu beta game mera
Paanch saal rap kara fame mila
Meri tasveeron ka tu fame laga

Aaya aafat wapas
Saath mein laaya kya
Waapas aafat
Bachke rehna beta
Aafat wapas
Ek phir se bole
Waapas aafat
Mera bhai tu bandh hai
Aafat wapas
Saath mein laaya kya
Waapas aafat
Bachke rehna beta
Aafat wapas
Ek phir se bole
Waapas aafat
Mera bhai tu bandh hai

Abhi baaki hai bhai!

Jaage jab savera
Aaj se door andhera
Kaafir thought tha mera
Ek hi god tha mera
Baap ne roka mujhe
Baad mein kuch ni bola
Raat gayi baat gayi
Mera bhai maine aankhe khola
Baat sun dhyaan se meri
Tenssion kam le thoda
Yaad rakh khud se tune
Aaj tak kuch nahi toda
Maang le rab se tera jhatt se bhar de jhola
Raapchik rap hai mere aag jaise shola

Aanh…

Aaya aafat wapas
Saath mein laaya kya
Waapas aafat
Bachke rehna beta
Aafat wapas
Ek phir se bole
Waapas aafat
Mera bhai tu bandh hai
Aafat wapas
Saath mein laaya kya
Waapas aafat
Bachke rehna beta
Aafat wapas
Ek phir se bole
Waapas aafat
Mera bhai tu bandh hai

Mera bhai mera bhai bhai bhai
Mera bhai baa baa bhhai bhai band hai
Band hai band mera bhai tu bandh hai
Band band band band…
Mera bhai tu bandh hai

Karun cheer faad
Kyunki insaan bahut hi bhaari
Mera dil saaf kyun hai chinta
Khud ko gin kya
Ek aur ek do, do aur teen paanch
Chappal ghista
Har roz pissta, main hoon zinda
Shaktiheen tha
Meri beat start kar repeat
Naach meri jeen haar to chhinta
Kyunki bikraa
Tu hai sirf shor
Teri beat bore reet bore
Aati neend kya

Aaya aafat wapas
Saath mein laaya kya
Waapas aafat
Bachke rehna beta
Aafat wapas
Ek phir se bole
Waapas aafat
Mera bhai tu bandh hai
Aafat wapas
Saath mein laaya kya
Waapas aafat
Bachke rehna beta
Aafat wapas
Ek phir se bole
Waapas aafat
Mera bhai tu bandh hai

Kya kidhar gayab hogayela hai
Public bol reli ki gayab hogayele kya
Lekin wapas aane ka hi hai apne ko kya
Rap to karne ka hi hai zindagi bhar
Gaayab hoyenge wapas aayenge
Jab chaahenge tab machayenge

Mera bhai tu bandh hai
Apun bandh nahi hai kya
Apne ko to karne ka hich hai

Zindagi tamasha hai
Bandagi karata main
Batata main khaata
Hakuna matata show pe jab jaata
Tab sabki hataata

Aadmi bechara main
Phir huaa deewana ye

Rapper hi ban’na tha
Farrata kharrata noton ko uda dun
Mita dun sannata ssshhh…

Aa Jaana (Title) Lyrics - Aa Jaana (2019)

0


Aa Jaana (Title) Lyrics - Aa Jaana (2019)


Album/Label:      Aa Jaana (2019)
Singer(s):   Darshan Raval, Prakriti Kakkar
Lyricist(s):  Rakesh Kumar (Kumaar)
Composer(s):      Dj Chetas, Lijo George
Music Director(s):        DJ Chetas, Lijo George
Director(s): Mudassar Khan
Music Label:        © Jjust Music
Starring:    Jackky Bhagnani, Sarah Anjuli.
Release on: 12th December, 2019


Aa Jaana (Title) Song Lyrics


Saari saari saari saari raat
Naache saare mere yaar
Utha ke saare apne haath
Naache saari saari raat

Saari saari saari saari raat
Naache saare mere yaar
Utha ke saare apne haath
Naache saari saari raat

Nasha dil gucci de paaiyan
Main nakhre bhi leke bhi aaiyan
Ve mujhko tang na kar jyaada
Main tere sang nai jaana

Aa jaana…
Aa jaana..
Aa jaana aa jaana mere nal sohniye aa jaana
Aa jaana aa jaana mere nal sohniye aa jaana
Aa jaana aa jaana mere nal sohniye aa jaana
Aa jaana aa jaana mere nal sohniye aa jaana

Aaja nach lai aaja nach lai
Aaja nach lai jind meriye
Aaja nach lai aaja nach lai
Aaja nach lai jind meriye
Saare nachde yahan pe kis baat ki meriye
Aaja nach lai aaja nach lai
Aaja nach lai jind meriye

Ki dassa how much sohni?
Pure shehar mein na koi honi
Jaan meri jaane na
Jaan meri jaane na

Lagti hai mainu cutie
Meri neend hai isne looti
Jaan meri jaane na
Jaan meri jaane na

Tareefein karke dil thugda
Tu jhootha baaton se lagda
Ve mujhko tang na kar jyada
Main tere sang nai jaana

Aa jaana..
Aa jaana…
Aa jaana aa jaana mere nal sohniye aa jaana
Aa jaana aa jaana mere nal sohniye aa jaana
Aa jaana aa jaana mere nal sohniye aa jaana
Aa jaana aa jaana mere nal sohniye aa jaana

Saari saari saari saari raat
Kudiye nachle mere saath
Utha ke saare apne haath
Nachle saari saari raat.

Jwalamukhi Lyrics - 99 Songs(2019)

0


Jwalamukhi Lyrics - 99 Songs(2019)


Movie:        99 Songs(2019)
Singer(s):   Arijit Singh
Lyricist(s):  Navneet Virk
Composer(s):      A.R. Rahman
Music Director(s):        A.R. Rahman
Director(s): Vishwesh Krishnamoorthy
Music Label:        © Sony Music India
Starring:    Ehan Bhat, Edilsy Vargas, Lisa Ray


Jwalamukhi Song Lyrics


Pyaar waalon ka ye imtehaan
Hai inaam-e-ishq meri jaan
Zaaya hansi hai tere bin
Bebasi mein jal rahaa

Jwalamukhi bezubaan
Jwalamukhi meherbaan jwala
Jwalamukhi bezubaan
Jwalamukhi meherbaan

Yea yeah…

O…

Jaanu main, na jaanu main
Teri kami pehchaanu main
Kyun behte ujaale hain raahon mein
Kyun phaile andhere hain baahon mein
Tu jaan le hoon jaan le tu jaan le
Nasheele hain dard judaaiyon ke

Jwalamukhi bezubaan
Jwalamukhi meherbaan
Jwalamukhii..bezubaan
Jwalamukhi meharbaan

Jwalamukhiii bezubaan..
Jwalamukhiii o..
Jwalamukhi..
Jwaalamukhi..

Jal raha mera jahaan
Jal raha hoon tere bin
Door sahi tu
Door tu nahi hai
Door sahi tu
Yaadon se beh raha
Jwalamukhi, jwalamukhi
Jwalamukhi!
Jwalamukhi!

Teri Nazar Lyrics - 99 Songs(2019)

0


Teri Nazar Lyrics - 99 Songs(2019)


Movie:        99 Songs(2019)
Singer(s):   Shashwat Singh
Lyricist(s):  Dilshaad Shabbir Shaikh, Navneet Virk
Composer(s):      A.R. Rahman
Music Director(s):        A.R. Rahman
Director(s): Vishwesh Krishnamoorthy
Music Label:        © Sony Music India
Starring:    Ehan Bhat, Edilsy Vargas, Lisa Ray


Teri Nazar Song Lyrics


Ho teri nazar jo door hui toh
Hogi kayaamat mere dil mein
Mere dil mein

Ho.. teri nazar jo door hui toh
Hogi kayaamat mere dil mein
Mere dil mein

Teri yaad jo aaye o saiyan
Mera dil bhar aaye o saiyan
Tu jo mujhko bhulaye o saiyan
Saiyan saiyan re…

Hai sukoon mera ab tu hi toh
Hai junoon mera ab tu hi toh
Hai fitoor mera ab tu hi toh..
Tujh bin main kya re..

Dilnara, o dilnara
Dil haara main dil haara
Dilnara, o dilnara
Dil haara main dil haara o…

Ho teri nazar jo door hui toh
Hogi kayaamat mere dil mein
Mere dil mein

Veeraan sa tha saara jahaan
Tune dil ko banaya ashiyan
Ab tu hi nahi toh o saiyan
Tere bin ghar kya re..