Ek Thaa Raja Lyrics - Duniya Na Mane (1937)
Movie: Duniya Na Mane
(1937)
Singer(s): Shanta Apte
Lyricist(s): Munshi Aziz
Composer(s): Keshav Vaman
Bhole (Keshavrao Bhole)
Music Director(s): Keshavrao
Bhole
Genre(s): Playful
Director(s): V Shantaram
Music Label: © Saregama
Starring: Shanta Apte,
Keshavrao Date, Shakuntala Paranjpye, Raja Nene, Vimala Vashishtha
Release on: 1st January, 1937
Ek Thaa Raja Song Lyrics
Ek thaa raaja
Naani-naani gaana
Haan haan suno to
Ek thaa raaja
Kyaa achchhaa gaana hai waah-waah
Ek thaa raaja ek thi raani
Donon par chhaayi thi jawaani
Donon par chhaayi thi jawaani
Preet mein donon deewaane the
Preet mein donon deewaane the
Sukh-saagar mein bahte the
Sukh-saagar mein bahte the
Prem-nagar ke ek mandar mein
Prem-nagar ke ek mandar mein
Donon hil-mil rahte the
Donon hil-mil rahte the
Raani kahti thi man meraa moti aa aaa
Raani kahti thi man meraa moti
Raaja kahe main man kaa chor
Raaja kahe main man kaa chor
Raani kahti chandrikaa hoon main
Raani kahti
Raani kahti chandrikaa hoon main
Raaja kahtaa thaa main hoon chakor
Raaja kahtaa thaa main hoon chakor
Raaja kahtaa thaa main hoon chakor
Prem-chaandni chaaron aur
Prem-chaandni
Prem-chaandni chaaron aur
Woh hans-hans ke karte the shor
Woh hans-hans ke karte the shor
Woh hans-hans ke karte the shor
Jaise kooken morni-mor
Jaise kooken morni-mor
Woh hans-hans ke karte the shor
Woh hans-hans ke
Woh hans-hans ke
Woh hans-hans ke
Aa aaa aaa aaa aaa
Haan-haan-haan hans ke
Haan-haan-haan hans ke
Haan-haan-haan hans ke
Haan-haan-haan hans ke
Haan-haan-haan hans ke
Haan-haan-haan hans ke
Karte the shor.
0 comments:
Post a Comment
Thanks for your comment