Chaman Ko Yun Mere Lyrics - Indrasabha (1932)
Indrasabha is a 1932 Indian Hindi film directed by J. J. Madan. The
film (Indrasabha), starring Nissar, Jehanara Kajjan, Abdul Rehman Kabuli,
Mukhtar Begum, was released in theatres in 1932.
Movie: Indrasabha (1932)
Singers: Jahan Ara Kajjan
Genre: Playful
Director: J. J. Madan
Starring: Nissar, Jehanara Kajjan, Abdul Rehman Kabuli, Mukhtar Begum
Chaman Ko Yun Mere Song Lyrics
Chaman ko yun mere saki
Ne maikana bana dala
Kali ko shisha e may
Gul ko paimana bana dala
Girftar balaye ishq toh
Pehale hi tha lekin
Tumhare gesuo ne aur
Deewana bana dala
Bhala kuchh bat thi bebaat
Itna tul khincha hai
Savale vasl ko jalim ne
Afsana bana dala
Kuda ke ghar me kabja
Kar liya andher toh dekho
Buton ne dil me rehkar
Dil ko butkana bana dala.