Search Your Song,Movie,Artist here....

Showing posts with label Jal Khambata. Show all posts
Showing posts with label Jal Khambata. Show all posts

Premi Praan Bichhde Lyrics - Pahadi Kanya (1936)

0


Premi Praan Bichhde Lyrics - Pahadi Kanya (1936)


Movie:        Pahadi Kanya (1936)
Singer(s):   Shamshad Begum
Lyricist(s):  Joseph David
Composer(s):      Master Mohammad
Music Director(s):        Master Mohammad
Genre(s):    Happy
Director(s): Harshadrai Mehta
Music Label:        © Saregama
Starring:    Boman Shroff, John Cawas, Nadia, Sharifa, Bismillah, Jal Khambata, Gulshan
Release on: 1st January, 1936

Premi Praan Bichhde Song Lyrics


Premi praan bichhde sukh mein
Kabhi na rahe
Beena jal ke machhli jaise
Kabhi na rahe
Premi praan bichhde sukh mein
Kabhi na rahe
Chanda bin chakor
Chakor bin chanda
Kya chanda kya chakor rahe
Birkha bin mayur
Mayur bin birkha
Kya birkha kya mayur rahe
Birkha bin mayur
Mayur bin birkha
Kya birkha kya mayur rahe
Premi praan bichhde sukh mein
Kabhi na rahe
Premi praan bichhde sukh mein
Kabhi na rahe

Jal ke bin sarita sarita bin jal ke
Kya jal kya sarita hi rahe
Jo phool bin bhanwar
Bhanwar bin phool ke
Phool rahe kya bhanwar rahe
Jo phool bin bhanwar
Bhanwar bin phool ke
Phool rahe kya bhanwar rahe
Premi praan bichhde sukh mein
Kabhi na rahe
Premi praan bichhde sukh mein
Kabhi na rahe

Kaaya bin praan praan bin kaaya
Kya kaaya kya praan rahe
Sooraj bin kiran
Kiran bin sooraj
Kya sooraj kya kiran rahe
Sooraj bin kiran
Kiran bin sooraj
Kya sooraj kya kiran rahe
Premi praan bichhde sukh mein
Kabhi na rahe
Beena jal ke machhli
Jaise kabhi na rahe.

Phool Rahin Belariyaan Dolen Lyrics - Trapped (1931)

0

Phool Rahin Belariyaan Dolen Lyrics -  Trapped (1931)

Trapped is a 1931 Indian Hindi film directed by M Bhavnani under the banners Saregama. The film (Trapped), starring Master Vasant, Enakshi Rama Rao, Durga Khote, Annapoorna, Jal Khambata, Talpade, was released in theatres on 1 January 1931. The film’s songs are composed by Master Vasant Amrit and lyrics written by Master Vasant Amrit.





Movie: Trapped (1931)
 Singers: Master Vasant Amrit
 Lyricist: Master Vasant Amrit
 Composer: Master Vasant Amrit
 Music Director: Master Vasant Amrit
 Genre: Happy
 Director: M Bhavnani
 Music Label: © Saregama
 Starring: Master Vasant, Enakshi Rama Rao, Durga Khote, Annapoorna, Jal Khambata, Talpade
 Release on: 1st January, 1931


 Phool Rahin Belariyaan Dolen Song Lyrics



Phool rahi belariyaan doley

Phool rahi belariyaan

Doley phool rahi belariyaan doley

Boley koyaliya ambuwaa ki da.aar

Doley boley phool rahi belariyaan doley



Bhaanti bhaanti ke vriksh jhoolat hain

Bhaanti bhaanti ke vriksh jhoolat hain

Piyu piyu karat pukaar pappayyaa



Ritu basant lo kheeli bahaar

Phool rahi belariyaan doley

Phool rahi belariyaan doley

Phool rahi belariyaan doley

Phool rahi



Phool rahi belariyaan doley

Phool rahi belariya doley

Phoole bela

Phoole je belariyaan doley naa

Boley koyaliya

Ambwaa ki daar doley doley doley



Bana belariyaan doley

Phool rahie ban aye

Ae ri boley bana

Ae ri bana bo bana boley

Ae ri bana boley

Bana boley bana boley

Bana boley naa

Bana ae bana boley

Bana boley naa

Mann doley ae ri doley

Rim bana aaye doley

Bana ay ri naaye

Doley doley re mann



Phool rahi belaryaan doley

Phool ri bela doley

Phool rahi aan bana doley

Phool rahi belaryaan bana doley

Bana naahin doley boley

Phool ri belariyaan

Phool rahi aa bana bana dole bana dole



Phool ri belariyaan doley

Phool rahi belaryaan doley

Ri bana doley

Ri bana boley

Phool ri belariyaan ah

Belariyaan belariyaan

Belariyaan belar belariyaan doley

Phool rahi belaryaan doley

Phool rahi belaryaan.