Search Your Song,Movie,Artist here....

Showing posts with label Kamala Jharia. Show all posts
Showing posts with label Kamala Jharia. Show all posts

Jigar Ke Ghaav Ko Lyrics - Abhagin (1938)

0


Jigar Ke Ghaav Ko Lyrics - Abhagin (1938)


Movie:        Abhagin (1938)
Singer(s):   Kamala Jharia
Lyricist(s):  Arzoo Lakhnavi
Composer(s):      Rai Chand Boral
Music Director(s):        Rai Chand Boral
Director(s): Prafulla Roy
Music Label:        © Saregama
Starring:    Molina Devi, Prithviraj Kapoor, Vijay Kumar, Nemo, Vikram Kapoor, Devbala, Manorama, Hashmat, Menaka Devi, Nazma, Rajyalakshmi, Pankaj Mullick

Jigar Ke Ghaav Ko Song Lyrics


Jigar ke ghaav ko ooper ka
Marham kab mitaata hai
Jigar ke ghaav ko ooper ka
Marham kab mitaata hai
Jigar ke ghaav ko ooper ka
Marham kab mitaata hai
Wo naadaan hai lagi dil ki
Jo ashqon se bujhaata hai
Wo naadaan hai lagi dil ki
Jo ashqon se bujhaata hai

Aa aa aa aa
Magar hai phool maalik
Ab bhala lagta hai
Daali mein aa aa aa
Jo apnaaye to
Dhabba baans ka hai
Jo apnaaye to
Dhabba baans ka hai

Wohi hai neend aankhon ki
Wahi aankhon ka
Wohi hai neend aankhon ki
Wahi aankhon ka
Ke jaisa shauk hota hai
Asar waisa hi aata hai
Ke jaisa shauk hota hai
Asar waisa hi aata hai

Aa aa aa
Hain uska bolbaala aarzoo
Khush kar ke jo khush ho
Aa aa aa aa
Hain uska bolbaala aarzoo
Khush ka ke jo khush ho o o

Jo leta hai wo khota hai
Jo deta hai wo paata hai
Jo leta hai wo khota hai
Jo deta hai wo paata hai
Jigar ke ghaav ko ooper ka
Marham kab mitaata hai.

Chhak Chali Jaa Rahi Hai Lyrics - Sunehra Sansar (1936)

0


Chhak Chali Jaa Rahi Hai Lyrics - Sunehra Sansar (1936)


Movie:        Sunehra Sansar (1936)
Singer(s):   Akbar Khan Peshawari
Composer(s):      Krishna Chandra Dey (K. C. Dey)
Music Director(s):        Krishna Chandra Dey (K. C. Dey)
Genre(s):    Playful
Director(s): Debaki Bose
Starring:    Rampiary, Kamala Jharia, Gul Hamid, Mazhar Khan, Vijay Kumar, Nandkishore Mehra, Vedi, K.N. Singh, Azoorie, Menaka Devi

Chhak Chali Jaa Rahi Hai Song Lyrics


Chhaka chhak chhaka
Chhak chali jaa rahi hai
Chhaka chhak chhaka
Chhak chali jaa rahi hai
Jo bichhde huye the
Unhe laa rahi hai
Chhaka chhak chhaka chhak

Lavezu kisi khubru ka nahana
Lavezu kisi khubru ka nahana
Dabey paaon jab
Iska nazdeek aana
Wo aanchal se maahru
Ka munh ko chhupana
Wo aanchal se maahru
Ka munh ko chhupana
Idhar iska ga gaa ke
Usko sunana
Idhar iska ga gaa ke
Usko sunana
Ye is waqt bhi kuchh
Na kuchh ga rahi hai
Ye is waqt bhi kuchh
Na kuchh ga rahi hai
Chhaka chhak chhaka
Chhak chali jaa rahi hai
Chhaka chhak chhaka
Chhak chali jaa rahi hai
Jo bichhde huye the
Unhe laa rahi hai
Chhaka chhak chhaka chhak

Woh gaaon ke har
Shakhs ko jaanti hai
Badi amma ko khub
Pehchaanti hai
Udhar usko ko dekha
Idhar tham gayi ye
Udhar usko ko dekha
Idhar tham gayi ye
Kabhi vehre sijda
Wahin jaam gayi hai
Kabhi vehre sijda
Wahin jaam gayi hai
Magar is ghadi
To udi jaa rahi hai
Magar is ghadi
To udi jaa rahi hai
Chhaka chhak chhaka
Chhak chali jaa rahi hai
Chhaka chhak chhaka
Chhak chali jaa rahi hai
Jo bichhde huye the
Unhe laa rahi hai
Chhaka chhak chhaka chhak.