Search Your Song,Movie,Artist here....

Showing posts with label Ramzan Khan. Show all posts
Showing posts with label Ramzan Khan. Show all posts

Kudrat Hai Rab Ki Nyaari Lyrics - Lal Chitthi (1935)

0


Kudrat Hai Rab Ki Nyaari Lyrics - Lal Chitthi (1935)





Movie:        Lal Chitthi (1935)
Singer(s):   Rajkumari Dubey
Composer(s):      Lalubhai Nayak
Music Director(s):        Lalubhai Nayak
Genre(s):    Playful
Director(s): Niranjan Bhardwaj
Music Label:        © Saregama
Starring:    Jayant, Panna, Raaj Kumari,Ramzan Khan , Lallubhai, Esmail
Release on: 1st January, 1935

Kudrat Hai Rab Ki Nyaari Song Lyrics


Kudarat hai rab ki nyaari
Kudarat hai rab ki nyaari
Kudarat hai rab ki nyaari
Kudarat hai rab ki nyaari
Baade bahaari aayi
Gulshan mein kaisi
Hariyaali chhaayi
Dekho gulshan mein
Ye kaisi hariyaali chhaayi

Koodti hai daali daali
Koodti hai daali daali
Koyaliya kaali
Par hai kisne paaya
Shaan hai niraali
Par hai kisne paaya
Shaan hai niraali
Hai phooli kyaari kyaari
Hai phooli kyaari kyaari
Baade bahaari aayi
Gulshan mein kaisi
Hariyaali chhaayi
Dekho gulshan mein
Kaisi hariyaali chhaayi

Naache hai titli matwaali haan
Naache hai titli matwaali
Naache hai titli matwaali haan
Naache hai titli matwaali
Naache hai titli matwaali
Haaan naache hai titli matwaali
Bhanwra hai deta taali
Naache hai titli matwaali
Bhanwra hai deta taali

Har hai tera jalwa
Tu hi hai waali
Har hai tera jalwa
Tu hi hai waali
Sab tum par waari waari
Sab tum par waari waari
Baade bahaari aayi
Gulshan mein ye kaisi
Hariyaali chhaayi
Ye dekho gulshan mein
Ye kaisi hariyaali chhaayi.

Yaad Mein Teri Jahaan Lyrics - Jawaani Ka Nasha (1935)

0


Yaad Mein Teri Jahaan Lyrics - Jawaani Ka Nasha (1935)





Movie:        Jawaani Ka Nasha (1935)
Singer(s):   Mukhtar Begum, Ramzan Khan
Lyricist(s):  Agha Hashra Kashmiri
Genre(s):    Playful
Director(s): Manjur Ahmad Nazar Ajimabadi
Music Label:        © Saregama
Starring:    Agha Jani Kashmiri
Release on: 1st January, 1935

Yaad Mein Teri Jahaan Song Lyrics


Aa aa aa aa aa aa aa aaaa
Aa aa aa aaa aa aa aa aaa
Yaad mein ae teri jahaaaan ko
Bhoolta jaata hoon
Main ayen ayen ayen
Bhoolne aye aye waale
Aye aye kabhi aye aye
Tujh ko bhi yaad aata hoon
Main ayen ayen ayen ayen

O wafa na aa aashna aa aa
Kab tak sunoon tera gilaa aa aa
Arre bewafa aa aa
Kehte hain tujh aa aa ko
Aur sharmaata hoon main ayen ayen
Bewafa kehte hain tujh ko
Aur sharm

Aa aa aa
Ek dhundhla sa aa aa tasvvoor
Hai ke dil bhi thha yahaan aan aan
Ab to seene mein hain faqat aa aa
Ek tees si paata hoon
Main ayen ayen ayen

Hashr meri sher goyi
Aa aa aaa aa aa aa
Hashr meri sher goyi
Hai faqat fariyaad e shokh
Apna gham dil ki zabaan aan aan mein
Dil ko samjhaata hoon main ayen ayen
Bewafa kehte hain tujh ko aur sharm.