Search Your Song,Movie,Artist here....

Showing posts with label Z. Show all posts
Showing posts with label Z. Show all posts

Aye Dard Zara Dam Le Lyrics - Zamana (1938)

0


Aye Dard Zara Dam Le Lyrics - Zamana (1938)


Movie:        Zamana (1938)
Singer(s):   Amirbai Karnataki
Lyricist(s):  Deena Nath Madhok (D. N. Madhok)
Genre(s):    Playful
Director(s): Ram Daryani
Starring:    Jeevan, Padma

 Aye Dard Zara Dam Le Song Lyrics


Aye dard zara dam le
Karwat to badalne de
Aye dard zara dam le
Karwat to badalne de
Armaan bhare dil ko
Armaan bhare dil ko
Pahloo mein sambhalne de
Aye dard zara dam le
Karwat to badalne de

Dam le ke mere armaan
Aankho mein utar aaye
Dam le ke mere armaan
Aankho mein utar aaye
Ro kar hi mere dil ke
Ro kar hi mere dil ke
Armaan nikalne de
Aye dard zara dam le
Karwat to badalne de

Parwaane ke jalne se
Jalti hai tu kyun shamaa
Parwaane ke jalne se
Jalti hai tu kyun shamaa
Likhaa hai agarche hi
Likhaa hai agarche hi
Jaltaa hai to jalne de
Aye dard zara dam le
Karwat to badalne de
Aye dard.

Is Paap Ki Duniya Se Lyrics - Zamana (1938)

0


Is Paap Ki Duniya Se Lyrics - Zamana (1938)


Movie:        Zamana (1938)
Singer(s):   Amirbai Karnataki
Lyricist(s):  Deena Nath Madhok (D. N. Madhok)
Genre(s):    Playful
Director(s): Ram Daryani
Starring:    Jeevan, Padma

 Is Paap Ki Duniya Se Song Lyrics


Is paap ki duniya se
Ab aaj kahi le chal
Is paap ki duniya se
Ab aaj kahi le chal
Cheet chain jahaan paaye
Cheet chain jahaan paaye
Le chal tu wahin le chal
Is paap ki duniya se ab
Aaj kahi le chal

Logo ki jafaao se
Duniya ki nigaaho se
Logo ki jafaao se
Duniya ki nigaaho se
Aa door kahi le chal
Aa door kahi le chal
Ab aaj kahi le chal
Is paap ki duniya se
Ab aaj kahi le chal
Is paap ki duniya se
Ab aaj kahi le chal
Cheet chain jahaan paaye
Cheet chain jahaan paaye
Le chal tu wahin le chal
Is paap ki duniya se
Ab aaj kahi le chal
Is paap ki duniya se
Ab aaj kahi le chal.

Sunaau Kis Ko Man Ki Baat Lyrics - Zambo The Ape Man (1937)

0


Sunaau Kis Ko Man Ki Baat Lyrics - Zambo The Ape Man (1937)


Movie:        Zambo The Ape Man (1937)
Singer(s):   Badri Prasad
Composer(s):      Badri Prasad
Music Director(s):        Badri Prasad
Genre(s):    Playful
Director(s): M. Bhavnani
Starring:    Nayampally, Indira Wadkar, Navin Yagnik, Sarla

 Sunaau Kis Ko Man Ki Baat Song Lyrics


Sunaau kis ko man ki baat
Sunaau kis ko man ki baat
It ut bhatkat din bekat hai
It ut bhatkat din beetat hai
Taare gin gin raat
Taare gin gin raat
Ek do teen chaar paanch
Chhe saat aathh taare gin gin raat
Sunaau kis ko man ki baat
Sunaau kis ko man ki baat

Yah kathor sansar hamara
Jiske rang ne mann har pyara
Bhaalu cheete sher bhediye
Bhaalu cheete sher bhediye
Basen yahaan din raat
Sunaau kis ko man ki baat
Sunaau kis ko man ki baat

Jharna bhi kal kal chalta hai
Prem josh mein yeh chadhta hai
Taaro mein is chand ko dekho
Taaro mein is chand ko dekho
Kaisi sunder raat
Sunaau kis ko man ki baat
Sunaau kis ko man ki baat