Hairat E Nazara Aakhir Lyrics - Karwane Hayat (1935)
Movie: Karwane Hayat
(1935)
Singer(s): Kundan Lal Saigal
Lyricist(s): Hakim Ahmad Shuja
Composer(s): Mihir Kiran
Bhattacharya
Music Director(s): Mihir
Kiran Bhattacharya
Genre(s): Playful
Director(s): Premankur Atorthy
Music Label: © Saregama
Starring: K. L. Saigal,
Rattan Bai, Pahari Sanyal, Rajkumari, Shyama Zutshi, Gul Hamid, Pahari Sanyal,
Molina, Siddiqi, Kapoor, Rana
Hairat E Nazara Aakhir Song Lyrics
Hairat-e-nazara aakhir
Ban gayin ranayiyaan
Hairat-e-nazara aakhir
Ban gayin ranayiyaan
Khaaq ke zarron mein
Aati hain nazar gulzaariyaan
Khaaq ke zarron mein
Aati hain nazar gulzaariyaan
Jab se dekhaa hai tujhe ik
Dard hai dil mein nihaan
Jab se dekhaa hai tujhe
Ik dard hai dil mein nihaan
Ae sabaa le jaa toohi
Un tak meri bedaariyaan
Hairat-e-nazara aakhir
Ban gayin ranayiyaan
Marhabaa barq-e-jamaal-e
Marhabaa barq-e-jamaal-e
Marhabaa barq-e-jamaal-e-yaar
Tujh par be-nisaar
Marhabaa josh-e-junoon-e-ishq
Ki ruswaaiyaan
Hairat-e-nazara aakhir
Ban gayin ranayiyaan
Alvidaa ae qaafile waale
Mujhe ab chhod do
Meri kismat mein likhi
Hain dasht ki veeraaniyaan
Hairat-e-nazara aakhir
Ban gayin ranayiyaan.
0 comments:
Post a Comment
Thanks for your comment