Search Your Song,Movie,Artist here....

Showing posts with label K. Show all posts
Showing posts with label K. Show all posts

Aye Dilruba Kahaan Tak Lyrics - Krorepati (1936)

0


Aye Dilruba Kahaan Tak Lyrics - Krorepati (1936)


Movie:        Krorepati (1936)
Singer(s):   Kundan Lal Saigal, Pahadi Sanyal
Lyricist(s):  Kidar Nath Sharma (Kedar Sharma)
Composer(s):      Rai Chand Boral
Music Director(s):        Rai Chand Boral
Genre(s):    Playful
Music Label:        © Saregama
Release on: 1st January, 1936

 Aye Dilruba Kahaan Tak Song Lyrics


O dilrubaa kahaan tak
Zulm-o-sitam sahenge
O dilrubaa kahaan tak
Zulm-o-sitam sahenge
O dilrubaa kahaan tak

Kitaab-e-ishq mein
Likhhi hain aur hi baaten
Kitaab-e-ishq mein
Likhhi hain aur hi baaten
Kitaab-e-ishq mein
Likhhi hain aur hi baaten
Kitaab-e-ishq mein
Likhhi hain aur hi baaten

O ishq ke deewaane
O husn ke parwaane
O ishq ke deewaane
O husn ke parwaane
Ham bhi to sunen aakhir
Kyaa hain tere afsaane
Ham bhi to sunen aakhir
Kyaa hain tere afsaane
Jab daastaan-e-ulfat
Aashiq bayaan karenge
Jab daastaan-e-ulfat
Aashiq bayaan karenge
Phir aansuon ke dariyaa
Har aankh se bahenge
Phir aansuon ke dariyaa
Har aankh se bahenge
O dilrubaa kahaan tak
Zulm-o-sitam sahenge
O dilrubaa kahaan tak
O dilrubaa kahaan tak
Zulm-o-sitam sahenge
O dilrubaa kahaan tak

Mujhe yaqeen hai
Meri mohabbat mein
Jhoothhi qasmen uthaa rahi ho
Mujhe yaqeen hai
Meri mohabbat mein
Jhoothhi qasmen uthaa rahi ho
Idhar main aansoo
Bahaa rahaa hoon
Udhar tum aansoo bahaa rahi ho
Idhar main aansoo
Bahaa rahaa hoon
Udhar tum aansoo bahaa rahi ho
O dilrubaa kahaan tak
Zulm-o-sitam sahenge
O dilrubaa kahaan tak.

Ghir Kar Aayin Badariya Kaari Lyrics - Krorepati (1936)

0


Ghir Kar Aayin Badariya Kaari Lyrics - Krorepati (1936)


Movie:        Krorepati (1936)
Singer(s):   Rajkumari Dubey
Lyricist(s):  Kidar Nath Sharma (Kedar Sharma)
Composer(s):      Rai Chand Boral
Music Director(s):        Rai Chand Boral
Genre(s):    Playful
Music Label:        © Saregama
Release on: 1st January, 1936

Ghir Kar Aayin Badariya Kaari Song Lyrics


Ghir kar aayin badariya kaari
Ghir kar aayin badariya kaari
Ghir kar aayin badariyaa kaari
Ghir kar aayin badariya kaari
Ghir kar aayin badariyaaa
Barsan laagi boondaniyaan
Barsan laagi boondaniyaan
Aur pawan chalat matwaari kaari
Ghir kar aayin badariya kaari
Ghir kar aayin badariya
Aavo sakhi jamuna tat jaayen
Aavo sakhi jamuna tat jaayen

Aa aa aa aavo sakhi
Jamuna tat jaayen aavo sakhi
Jamuna tat jaayen aavo sakhi
Jamuna tat jaayen aavo sakhi
Jamuna tat jaayen bansi bajaawat
Dil ko lubhaawat bansi bajaawat
Dil ko lubhaawat hamko bulaawat
Humko bulaawat
Kunj bihaari kunj bihaari

Bansi bajaawat dil ko lubhaawat
Bansi bajaawat dil ko lubhaawat
Hamko bulaawat hamko bulaawat
Kunj bihaari kunj bihaari
Ghir kar aayin badariya kaari
Ghir kar aayin badariya.

Jagat Mein Prem Hi Prem Lyrics - Krorepati (1936)

0


Jagat Mein Prem Hi Prem Lyrics - Krorepati (1936)


Movie:        Krorepati (1936)
Singer(s):   Kundan Lal Saigal
Lyricist(s):  Kidar Nath Sharma (Kedar Sharma)
Composer(s):      Rai Chand Boral
Music Director(s):        Rai Chand Boral
Genre(s):    Playful
Music Label:        © Saregama
Release on: 1st January, 1936

Jagat Mein Prem Hi Prem Song Lyrics


Jagat mein prem hi
Prem bhara hai
Jagat mein prem hi
Prem bhara hai
Bina prem yahaan
Kachhu na dharaa hai
Bina prem yahaan
Kachhu na dharaa hai
Jagat mein prem hi
Prem bhara hai
Jagat mein prem hi
Prem bhara hai
Sheetal pawan chaley jab aalee
Sheetal pawan chaley jab aalee
Jhoom ke gaavat daali daali
Jhoom ke gaavat daali daali
Jagat mein prem hi
Prem bhara hai
Jagat mein prem hi
Prem bhara hai

Koel ban mein shor machaave
Koel ban mein shor machaave
Pee ke geet papeehaa gaave
Koel ban mein shor machaa
Aaa aaa aaa aaa
Koel ban mein shor machaave
Pee ke geet papeehaa gaave
Bhanwaraa phoolon ko samjhaave
Bhanwaraa phoolon ko samjhaave
Bhanwaraa phoolon ko samjhaave
Jagat mein prem hi
Prem bhara hai
Jagat mein prem hi
Prem bhara hai.

Jo Naukri Dilaa De Lyrics - Krorepati (1936)

0


Jo Naukri Dilaa De Lyrics - Krorepati (1936)


Movie:        Krorepati (1936)
Singer(s):   Kundan Lal Saigal, Pahadi Sanyal
Lyricist(s):  Kidar Nath Sharma (Kedar Sharma)
Composer(s):      Rai Chand Boral
Music Director(s):        Rai Chand Boral
Genre(s):    Playful
Music Label:        © Saregama
Release on: 1st January, 1936

Jo Naukri Dilaa De Song Lyrics


Jo naukri dilaa de
Ba banaane waale haan
Jo naukri dilaa de
Ba banaane waale haan
Bigdi huyi banaa de
Degree dilaane waale haan
Bigdi huyi banaa de
Degri dilaane waale

Haan milti nahin hai service
Haaa haaaan
Bekaar phir rahe hain
Milti nahin hai service
Bekaar phir rahe hain
Ba kehlaane waale
Ma kehlaane waale haaan
Ba kehlaane waale
Ma kehlaane waale

Bhookhe hain biwi bachhe
Tan par nahin hai kapda
Bhookhe hain biwi bachhe
Tan par nahin hain kapda
Babu bane huye hain
Collar lagaane waale haan
Babu bane huye hain
Collar lagaane waale

Haaan aa aa
Kuchh kaam mil to jaataa
Kuchh kaam ban to jaataa
Kuchh kaam mil to jaataa
Kuchh kaam ban to jaataa
Mazdoor jo banaa de
Ma banaane waale haan
Mazdoor jo banaa de
Ma banaane waale haan
Bigdi huyi banaa de
Degree dilaane waale.

Baanke Sainya Ne Bainya Lyrics - Kimiagar (1936)

0


Baanke Sainya Ne Bainya Lyrics - Kimiagar (1936)


Movie:        Kimiagar (1936)
Singer(s):   Khursheed Bano
Genre(s):    Playful
Director(s): Nagendra Majumdar
Starring:    Jani Babu, Khurshid Begum


Baanke Sainya Ne Bainya Song Lyrics


Baanke sainya ne
Bainya marod daali
Baanke sainya ne
Bainya marod daali
Lipat lipat chudiyaan
Lipat lipat chudiyaan tod daali
Baanke sainya ne
Bainya marod daali
Baanke sainya gori re bainya
Naazuk kalaiya gori re bainya
Naazuk kalaiya
Nithur piya ne jhakjhor daali
Nithur piya ne jhakjhor daali
Baanke sainya ne
Bainya marod daali

Main na manungi
Machaungi duhai zalim
Main na manungi
Machaungi duhai zalim
Mujhko bhaati nahin ye teri zalim
Mujhko bhaati nahin ye teri zalim
Chhod de chhod de bas
Haath sitam gar mera
Chhod de chhod de bas
Haath sitam gar mera

Kha gayi moch ui
Meri kalaai zalim
Kha gayi moch ui
Meri kalaai zalim
Gori re bainya naazuk kalaiya
Gori re bainya naazuk kalaiya
Nithur piya ne jhakjhor daali
Nithur piya ne jhakjhor daali
Baanke sainya ne
Bainya marod daali
Baanke sainya ne
Bainya marod daali
Baanke sainya ne
Bainya marod daali.

Dil Se Teri Nigaah Lyrics - Karwane Hayat (1935)

0


Dil Se Teri Nigaah Lyrics - Karwane Hayat (1935)

 


Movie:        Karwane Hayat (1935)
Singer(s):   Kundan Lal Saigal
Lyricist(s):  Mihir Kiran Bhattacharya, Mirza Ghalib
Composer(s):      Mihir Kiran Bhattacharya
Music Director(s):        Mihir Kiran Bhattacharya
Genre(s):    Playful
Director(s): Premankur Atorthy
Music Label:        © Saregama
Starring:    K. L. Saigal, Rattan Bai, Pahari Sanyal, Rajkumari, Shyama Zutshi, Gul Hamid, Pahari Sanyal, Molina, Siddiqi, Kapoor, Rana

Dil Se Teri Nigaah Song Lyrics


Dil se teri nigaah aaaaa
Jigar tak utar gayi
Dil se teri nigaah
Jigar tak utar gayi
Donon ko ik adaa mein
Razaamand kar gayi
Donon ko ik adaa mein
Razaamand kar gayi

Wo baadaa-e-shabaanaa ki
Sarmastiyaan kahaan
Uthhiye bas ab ki lazzat-e
Khwaab-e-sehar gayi
Uthhiye bas ab ki lazzat-e-
Khwaab-e-sehar gayi
Dekho to dil farebi-e-
Andaaz-e-naqsho-paa
Dekho to dil farebi-e-
Andaaz-e-naqsho-paa
Mauj-e-khiraam-e-yaar
Bhi kya gul katar gayi
Mauj-e-khiraam-e-yaar
Bhi kya gul katar gayi

Nazzaare ne bhi
Kaam kiyaa, haaaay,
Wa naqaab ka, haaaay
Nazzaare ne bhi kaam
Kiyaa wa naqaab ka
Masti se har nigaah
Tere rukh par bikhar gayi
Masti se har nigaah
Tere rukh par bikhar gayi

Mara zamaane ne
Hey aaa haa
Mara zamaane ne
Asadullah khan tumhen heyy
Mara zamaane ne
Asadullah khan tumhen
Wo valvaleh wo
Wo walvaleh kahaan
Wo jawaani kidhar gayi
Wo walvaleh kahaan
Wo jawaani kidhar gayi.

Hairat E Nazara Aakhir Lyrics - Karwane Hayat (1935)

0


Hairat E Nazara Aakhir Lyrics - Karwane Hayat (1935)

 


Movie:        Karwane Hayat (1935)
Singer(s):   Kundan Lal Saigal
Lyricist(s):  Hakim Ahmad Shuja
Composer(s):      Mihir Kiran Bhattacharya
Music Director(s):        Mihir Kiran Bhattacharya
Genre(s):    Playful
Director(s): Premankur Atorthy
Music Label:        © Saregama
Starring:    K. L. Saigal, Rattan Bai, Pahari Sanyal, Rajkumari, Shyama Zutshi, Gul Hamid, Pahari Sanyal, Molina, Siddiqi, Kapoor, Rana

Hairat E Nazara Aakhir Song Lyrics


Hairat-e-nazara aakhir
Ban gayin ranayiyaan
Hairat-e-nazara aakhir
Ban gayin ranayiyaan
Khaaq ke zarron mein
Aati hain nazar gulzaariyaan
Khaaq ke zarron mein
Aati hain nazar gulzaariyaan

Jab se dekhaa hai tujhe ik
Dard hai dil mein nihaan
Jab se dekhaa hai tujhe
Ik dard hai dil mein nihaan
Ae sabaa le jaa toohi
Un tak meri bedaariyaan
Hairat-e-nazara aakhir
Ban gayin ranayiyaan

Marhabaa barq-e-jamaal-e
Marhabaa barq-e-jamaal-e
Marhabaa barq-e-jamaal-e-yaar
Tujh par be-nisaar
Marhabaa josh-e-junoon-e-ishq
Ki ruswaaiyaan
Hairat-e-nazara aakhir
Ban gayin ranayiyaan

Alvidaa ae qaafile waale
Mujhe ab chhod do
Meri kismat mein likhi
Hain dasht ki veeraaniyaan
Hairat-e-nazara aakhir
Ban gayin ranayiyaan.

Koi Preet Ki Reet Bataa De Lyrics - Karwane Hayat (1935)

0


Koi Preet Ki Reet Bataa De Lyrics - Karwane Hayat (1935)

 


Movie:        Karwane Hayat (1935)
Singer(s):   Kundan Lal Saigal, Pahadi Sanyal, Uma Shashi
Composer(s):      Timir Baran
Music Director(s):        Timir Baran
Genre(s):    Playful
Director(s): Premankur Atorthy
Music Label:        © Saregama
Starring:    K. L. Saigal, Rattan Bai, Pahari Sanyal, Rajkumari, Shyama Zutshi, Gul Hamid, Pahari Sanyal, Molina, Siddiqi, Kapoor, Rana

 Koi Preet Ki Reet Bataa De Song Lyrics


Koi preet ki reet bataa do hamein
Koi mann ka meet milaa do hamein
Koi aisa geet sunaa do hamein
Khil jaaye dil se dil ki kali
Khil jaaye dil se dil ki kali

Banvaasi meet kahaan jaane
Pardesi preet kahaan jaane
Hum aisa geet kahaan jaane
Hum aisa geet kahaan jaane

Khil jaaye dil se dil ki kali
Khil jaaye dil se dil ki kali
Yahaan dil ki kali to kabhi na khili
Yahaan dil ki kali to kabhi na khili

Ye sab shehron ke dhande hain
Ye hirs o hawas ke fande hain
Hum to sailaani bande hain
Hum preet ki reet kahaan jaane
Hum preet ki reet kahaan jaane

Dil jungle hi mein behaltaa hai
Yahaan husn pe ishq machaltaa hai
Dil jungle hi mein behaltaa hai
Yahaan husn pe ishq machaltaa hai
Yahaan prem ka saagar chaltaa hai
Yahaan prem ka saagar chaltaa hai

Hamein preet ki reet bataa de koi
Hamein aisa geet sunaa de koi
Hamein preet ki reet bataa de koi
Hamein aisa geet sunaa de koi

Khil jaaye dil se dil ki kali
Khil jaaye dil se dil ki kali
Yahaan dil ki kali to kabhi na khili
Yahaan dil ki kali to kabhi na khili.

Ye Kuch Ke Waqt Kaise Lyrics - Karwane Hayat (1935)

0


Ye Kuch Ke Waqt Kaise Lyrics - Karwane Hayat (1935)

 


Movie:        Karwane Hayat (1935)
Singer(s):   Pahadi Sanyal
Lyricist(s):  Mihir Kiran Bhattacharya
Composer(s):      Mihir Kiran Bhattacharya
Music Director(s):        Mihir Kiran Bhattacharya
Genre(s):    Playful
Director(s): Premankur Atorthy
Music Label:        © Saregama
Starring:    K. L. Saigal, Rattan Bai, Pahari Sanyal, Rajkumari, Shyama Zutshi, Gul Hamid, Pahari Sanyal, Molina, Siddiqi, Kapoor, Rana

Ye Kuch Ke Waqt Kaise Song Lyrics


Yeh kuh ke waqt kaisi aawaz
Dil ke kaanon mein aa rahi hai
Yeh kya fisoon hai
Yeh kya kashish hai
Jo mujhko waapas bula rahi hai

Bichhe huye hain zameen pe moti ee
Shoaen baadal se chhan rahi hain
Fizaayen rangeen hain aisi dilkash
Jo mujhko waapas bula rahi hain
Parinde shaakhon pe gaa rahe hain
Hawaayen jhoola jhula rahi hain
Inhi mein koyal ki kook bhi hai ae ae
Jo mujhko waapas bula rahi hai

Chhuta jo kaanton se apna daaman
Toh badhke dariya ne pair thhaame
Chhuta jo kanto se apna daaman
Toh badhke dariya ne pair thhaame
Shazar ki har shaakh sarnigoon hai
Nassem-e-sahari bula rahi hai
Yeh kuh ke waqt.

Mere Haath Mein Tera Lyrics - Karma (1933)

0


Mere Haath Mein Tera Lyrics - Karma (1933)



Karma is a 1933 Indian Hindi film directed by J.L. Freer Hunt under the banners Saregama. The film (Karma), starring Devika Rani, Himanshu Rai, was released in theatres on 1 May 1933. The film’s songs are composed by Ernst Broadhurst.



Movie: Karma (1933)
Singers: Devika Rani
Composer: Ernst Broadhurst
Music Director: Ernst Broadhurst
Genre: Playful
Director: J.L. Freer Hunt
Music Label: © Saregama
Starring: Devika Rani, Himanshu Rai
Release on: 1st May, 1933

Mere Haath Mein Tera Song Lyrics


Mere haath mein tera haath rahe
Saamne se dono saath rahen
Tum mere man ki chaaya ho
Tum mere karm ki chaaya ho
Mere haathon mein tera haath rahe
Aa milke donon saath rahen
Tum mere man ki chaaya ho
Tum mere karm ki chaaya ho

Aa aa aa aa aa aa
Aa aa aa aa aa aa aa
Karma karma
Aa aa aa aa aa
Karma karma karma.