Kitaab E Dard Me Likha Lyrics - Sultana (1934)
Sultana is a 1934 Indian Hindi film directed by Abdul Rashid Kardar.
The film (Sultana), starring Gul Hamid, Zarina, Mazhar Khan, Indubala, V
Pahelwan, Nawab, Athar, was released in theatres in 1934.
Movie: Sultana (1934)
Singers: Akbar Khan Peshawari
Genre: Playful
Director: Abdul Rashid Kardar
Starring: Gul Hamid, Zarina, Mazhar Khan, Indubala, V Pahelwan,
Nawab, Athar
Kitaab E Dard Me Likha Song Lyrics
Kitaab e dard me likha
Mere gham ka fasana hai
Bakur e yaas o hasarat
Se bharaa dil ka khazana hai
Kitaab e dard me li
Na ek lamhaa haa bhi jaa
Laayaa kabhi is dar e faani me
Milaa mauqaa jise mujhako
Banata wo nishana hai
Kitaab e dard me likha
Mere gham ka fasana hai
Bakur e yaas o has
Umide mit mit gayi saari falaq
Ki ye bhi zaribi se hai
Jise apna samajhata tha hua
Wo bhi begana hai
Kitaab e dard me likha
Mere gham ka fasana hai
Kitaab e dard me likha.
0 comments:
Post a Comment
Thanks for your comment