Search Your Song,Movie,Artist here....

Showing posts with label Indubala. Show all posts
Showing posts with label Indubala. Show all posts

Kitaab E Dard Me Likha Lyrics - Sultana (1934)

0


Kitaab E Dard Me Likha Lyrics - Sultana (1934)


Sultana is a 1934 Indian Hindi film directed by Abdul Rashid Kardar. The film (Sultana), starring Gul Hamid, Zarina, Mazhar Khan, Indubala, V Pahelwan, Nawab, Athar, was released in theatres in 1934.




Movie: Sultana (1934)
Singers: Akbar Khan Peshawari
Genre: Playful
Director: Abdul Rashid Kardar
Starring: Gul Hamid, Zarina, Mazhar Khan, Indubala, V Pahelwan, Nawab, Athar

 Kitaab E Dard Me Likha Song Lyrics


Kitaab e dard me likha
Mere gham ka fasana hai
Bakur e yaas o hasarat
Se bharaa dil ka khazana hai
Kitaab e dard me li

Na ek lamhaa haa bhi jaa
Laayaa kabhi is dar e faani me
Milaa mauqaa jise mujhako
Banata wo nishana hai
Kitaab e dard me likha
Mere gham ka fasana hai
Bakur e yaas o has

Umide mit mit gayi saari falaq
Ki ye bhi zaribi se hai
Jise apna samajhata tha hua
Wo bhi begana hai
Kitaab e dard me likha
Mere gham ka fasana hai
Kitaab e dard me likha.


Deejo Darshan Mujhe Lyrics - Ankh Ka Tara (1932)

0


Deejo Darshan Mujhe Lyrics - Ankh Ka Tara (1932)


Ankh Ka Tara is a 1932 Indian Hindi film directed by Jyotish Bannerjee. The film (Ankh Ka Tara), starring Chanda, Indubala, Jehanara Kajjan, Laxmi, Narmada Shankar, was released in theatres in 1932.





Movie: Ankh Ka Tara (1932)
Singers: Jahan Ara Kajjan
Genre: Playful
Director: Jyotish Bannerjee

Starring: Chanda, Indubala, Jehanara Kajjan, Laxmi, Narmada Shankar


Deejo Darshan Mujhe Song Lyrics




Deejo darshan mujhe
Bansi ke bajaane waale
Deejo darshan mujhe
Bansi ke bajaane waale
Katni kaachhe huye jo
Biraj bachaane waale
Katni kaachhe huye jo
Biraj bachaane waale
Deejo darshan mujhe
Bansi ke bajaane waale

Din ko nahin pade chain
Raat ko ginte taare
Din ko nahin pade chain
Raat ko ginte taare
Sada pyaare wo govind
Gun gaane waale
Sada pyaare wo govind
Gun gaane waale

Sab sakhi jhool rahee
Kadamb chhainyya taley
Sab sakhi jhool rahi
Kadamb chhainyya taley
Hamko to chhod chale
Gham ke bhulaane waale
Deejo darshan mujhe
Bansi ke bajaane waale
Deejo darshan mujhe bansi

Kubja ko raag diyo
Hamko bairaag diyo
Kubja ko raag diyo
Hamko bairaag diyo
Jagat mein ham to nahin
Bhasm ramaane waale
Jagat mein ham to nahin
Bhasm ramaane waale

Gaja ki ter suni
Dwaarika se dhaayo hain
Gaja ki tera sune
Dwaarika se dhaayo hain
Sabha mein draupadi ki
Cheer badhaane waale
Sabha mein draupadi ki
Cheer badhaane waale
Deejo darshan mujhe
Bansi ke bajaane waale
Deejo darshan mujhe bansi.