Deejo Darshan Mujhe Lyrics - Ankh Ka Tara (1932)
Ankh Ka Tara is a 1932 Indian Hindi film directed by Jyotish
Bannerjee. The film (Ankh Ka Tara), starring Chanda, Indubala, Jehanara Kajjan,
Laxmi, Narmada Shankar, was released in theatres in 1932.
Movie: Ankh Ka Tara (1932)
Singers: Jahan Ara Kajjan
Genre: Playful
Director: Jyotish Bannerjee
Starring: Chanda, Indubala, Jehanara Kajjan, Laxmi, Narmada Shankar
Deejo Darshan Mujhe Song Lyrics
Deejo darshan mujhe
Bansi ke bajaane waale
Deejo darshan mujhe
Bansi ke bajaane waale
Katni kaachhe huye jo
Biraj bachaane waale
Katni kaachhe huye jo
Biraj bachaane waale
Deejo darshan mujhe
Bansi ke bajaane waale
Din ko nahin pade chain
Raat ko ginte taare
Din ko nahin pade chain
Raat ko ginte taare
Sada pyaare wo govind
Gun gaane waale
Sada pyaare wo govind
Gun gaane waale
Sab sakhi jhool rahee
Kadamb chhainyya taley
Sab sakhi jhool rahi
Kadamb chhainyya taley
Hamko to chhod chale
Gham ke bhulaane waale
Deejo darshan mujhe
Bansi ke bajaane waale
Deejo darshan mujhe bansi
Kubja ko raag diyo
Hamko bairaag diyo
Kubja ko raag diyo
Hamko bairaag diyo
Jagat mein ham to nahin
Bhasm ramaane waale
Jagat mein ham to nahin
Bhasm ramaane waale
Gaja ki ter suni
Dwaarika se dhaayo hain
Gaja ki tera sune
Dwaarika se dhaayo hain
Sabha mein draupadi ki
Cheer badhaane waale
Sabha mein draupadi ki
Cheer badhaane waale
Deejo darshan mujhe
Bansi ke bajaane waale
Deejo darshan mujhe bansi.
0 comments:
Post a Comment
Thanks for your comment