Search Your Song,Movie,Artist here....

Showing posts with label Laxmi. Show all posts
Showing posts with label Laxmi. Show all posts

Kahin Aise Bhi Aansu Hain Jo Lyrics - Gul Sanobar (1934)

0


Kahin Aise Bhi Aansu Hain Jo Lyrics - Gul Sanobar (1934)


Gul Sanobar is a 1934 Indian Hindi film directed by Homi Master. The film (Gul Sanobar), starring Ruby Mayer, Dinshaw Bilimoria, Zubeida, Jillo, Chanda, Laxmi, Ghulam Mohammed, Peerjaan, Hadi, Abdul Kader, Syed Ahmed, was released in theatres in 1934.




Movie: Gul Sanobar (1934)
Singers: Lata Mangeshkar
Genre: Playful
Director: Homi Master
Starring: Ruby Mayer, Dinshaw Bilimoria, Zubeida, Jillo, Chanda, Laxmi, Ghulam Mohammed, Peerjaan, Hadi, Abdul Kader, Syed Ahmed

 Kahin Aise Bhi Aansu Hain Jo Song Lyrics


Kahin aise bhi aansu hain jo
Aankhon mein nahin aate
Kahin aise bhi aansu hain jo
Aankhon mein nahin aate
Bahut se raaz aise hain jo
Samajhaaye nahin jaate
Kahin aise bhi aansu hain
Jo aankhon mein nahin aate

Kai dil tut jaate hain sada
Tum tak bhi nahin aati
Kai dil tut jaate hain sada
Tum tak bhi nahin aati
Hazaaron dard aise hain
Kasak jinaki nahin jaati
Kasak jinaki nahin jaati
Bahut se zakm aise hain
Jo dikhalaaye nahin jaate
Bahut se raaz aise hain
Jo samajhaaye nahin jaate
Kahin aise bhi aansu hain
Jo aankhon mein nahin aate

Kahin to mahafil ho duniya ki
Wahi hai dil ki tanhaai
Kahin to mahafil ho duniya ki
Wahi hai dil ki tanhaai
Na jaane aaj kya aaya
Hamaari aankh bhar aai
Na jaane aaj kya aaya
Hamaari aankh bhar aai
Ye kaise git hain ai dil jo
Gaaye bhi nahin jaate
Bahut see raaz aise hain
Jo samajhaaye nahin jaate
Kahin aise bhi aansu hain
Jo aankhon mein nahin aate.

Bangali Babu Reh Jaaye Lyrics - Saubhagya Sundari (1933)

0


Bangali Babu Reh Jaaye Lyrics - Saubhagya Sundari (1933)


Saubhagya Sundari is a 1933 Indian Hindi film directed by Homi Master. The film (Saubhagya Sundari), starring Jamshedji, Jillo, Laxmi, was released in theatres in 1933. The film’s songs are composed by Pransukh Nayak Gadgil.



Movie: Saubhagya Sundari (1933)
Composer: Pransukh Nayak Gadgil
Music Director: Pransukh Nayak Gadgil
Genre: Playful
Director: Homi Master
Starring: Jamshedji, Jillo, Laxmi

Bangali Babu Reh Jaaye Song Lyrics


Bangali babu reh jaaye
To bada maza hoye
Bangali babu reh jaaye
To bada maza hoye
Bangali babu

Sone ki thaliya mein
Bhojan parosun
Haan bhojan parosun
Sone ki thaliya mein
Bhojan parosun
Bangali babu khaa jaaye
Bangali babu khaa jaaye
Bangali babu khaa jaaye
To bada maza hoye bangali

Nimbuwa pakey more
Ras ke bharey
Haan haan ras ke bharey
Nimbuwa pakey more
Ras ke bharey haaye
Bangali babu pee jaaye
Bangali babu
Bangali babu pee jaaye
To bada maza hoye

Akeli sej pe haan
Mohey darr laagey
Haan mohey darr laagey
Mohey akeli sej pe
Mohey darr laagey
Bangali babu so jaaye
To bada maza hoye
Bangali babu bangali babu
Bangali babu so jaaye
To bada maza hoye
Bangali babu reh jaa
To bada maza hoye.

Aisi Wafa Karna Lyrics - Daku Ki Ladki (1933)

0


Aisi Wafa Karna Lyrics -  Daku Ki Ladki (1933)


Daku Ki Ladki is a 1933 Indian Hindi film directed by Moti B. Gidwani. The film (Daku Ki Ladki), starring Hadi, Laxmi, Ghulam Mohammed, Ghulam Rasool, was released in theatres in 1933. The film’s songs are composed by Pransukhlal Nayak.




Movie: Daku Ki Ladki (1933)
Singers: Zohrabai Ambalewali
Composer: Pransukhlal Nayak
Music Director: Pransukhlal Nayak
Genre: Playful
Director: Moti B. Gidwani
Starring: Hadi, Laxmi, Ghulam Mohammed, Ghulam Rasool


Aisi Wafa Karna Song Lyrics


Aisi wafa karna haan dekhna
Aisi wafa karna haan dekhna
Nigaah pherna na munh modna
Nigaah pherna na munh modna
Mere dilruba mere khush ada
Mere dilruba mere khush ada
Aisi wafa karna haan dekhna
Aisi wafa karna

Gham ka karta hai zakhmi
Gham ka karta hai zakhmi
Teer e nazar mere dil mein chubha
Teer e nazar mere dil mein chubha
Josh e tamanna dekhna
Josh e tamanna dekhna
Mere dilruba mere khush ada
Mere dilruba mere khush ada
Aisi wafa karna haan dekhna
Aisi wafa karna

Agar hai dibar kadr e ulfat
Agar hai dibar kadr e ulfat
Ibaad e fana
Meri wafa dhundhna
Haan meri wafa dhundhna
Sambhal sambhal ae dil sambhal
Sambhal sambhal ae dil sambhal
Dekha na bhaala deewaana
Dekha na bhaala deewaana

Josh e tamanna dekhna
Josh e tamanna dekhna
Aisi wafa karna haan dekhna
Aisi wafa karna haan dekhna
Nigaah pherna na munh modna
Nigaah pherna na munh modna
Mere dulruba mere khush ada
Mere dulruba mere khush ada
Aisi wafa karna haan dekhna
Aisi wafa karna

Deejo Darshan Mujhe Lyrics - Ankh Ka Tara (1932)

0


Deejo Darshan Mujhe Lyrics - Ankh Ka Tara (1932)


Ankh Ka Tara is a 1932 Indian Hindi film directed by Jyotish Bannerjee. The film (Ankh Ka Tara), starring Chanda, Indubala, Jehanara Kajjan, Laxmi, Narmada Shankar, was released in theatres in 1932.





Movie: Ankh Ka Tara (1932)
Singers: Jahan Ara Kajjan
Genre: Playful
Director: Jyotish Bannerjee

Starring: Chanda, Indubala, Jehanara Kajjan, Laxmi, Narmada Shankar


Deejo Darshan Mujhe Song Lyrics




Deejo darshan mujhe
Bansi ke bajaane waale
Deejo darshan mujhe
Bansi ke bajaane waale
Katni kaachhe huye jo
Biraj bachaane waale
Katni kaachhe huye jo
Biraj bachaane waale
Deejo darshan mujhe
Bansi ke bajaane waale

Din ko nahin pade chain
Raat ko ginte taare
Din ko nahin pade chain
Raat ko ginte taare
Sada pyaare wo govind
Gun gaane waale
Sada pyaare wo govind
Gun gaane waale

Sab sakhi jhool rahee
Kadamb chhainyya taley
Sab sakhi jhool rahi
Kadamb chhainyya taley
Hamko to chhod chale
Gham ke bhulaane waale
Deejo darshan mujhe
Bansi ke bajaane waale
Deejo darshan mujhe bansi

Kubja ko raag diyo
Hamko bairaag diyo
Kubja ko raag diyo
Hamko bairaag diyo
Jagat mein ham to nahin
Bhasm ramaane waale
Jagat mein ham to nahin
Bhasm ramaane waale

Gaja ki ter suni
Dwaarika se dhaayo hain
Gaja ki tera sune
Dwaarika se dhaayo hain
Sabha mein draupadi ki
Cheer badhaane waale
Sabha mein draupadi ki
Cheer badhaane waale
Deejo darshan mujhe
Bansi ke bajaane waale
Deejo darshan mujhe bansi.