Suno Suno Ban Ke Prani Lyrics - Amar Jyoti (1936)
Movie: Amar Jyoti (1936)
Singer(s): Shanta Apte
Lyricist(s): Narottam Vyas
Composer(s): Master
Krishnarao
Music Director(s): Master
Krishnarao
Genre(s): Playful
Director(s): Rajaram Vankudre
Shantaram
Starring: Durga Khote, Shanta
Apte, Vasanti, Aruna Devi, Chandra Mohan, K. Narayan Kale, B. Nandrekar
Suno Suno Ban Ke Prani Song Lyrics
Suno suno suno suno
Suno suno ban ke prani
Bani hoon aaj tumhari rani
Bani hoon aaj tumhari rani
Suno suno suno suno
Ban ke prani
Tum ped khade kya karte
Tum ped khade kya karte
Kyun nahin yaha pehara dete
Kyun nahin yaha pehara dete
Ghusa chor kara na haani
Ghusa chor kara na haani
Suno suno ban ke prani
Suno suno ban ke prani
Kaar hai kaar
Hai kaar karo mat jaladi
Bano sipaahi bedaradi
Bano sipaahi bedardi
Sab se roz karo shaitaani
Sab se roz karo shaitaani
Suno suno ban ke prani
Nahin patthar
Patthar tum mantri banana
Patthar tum mantri banana
Raaj kaaj mein badha dena
Raaj kaaj mein badha dena
Aap kiya karna nadani
Aap kiya karna nadani
Suno suno ban ke prani
Tum kunj badi mastani
Tum kunj badi mastani
Ban jana rani ki nani
Ban jana rani ki nani
Sada sharir badhe lasani
Sada sharir badhe
Suno suno ban ke prani
Suno suno ban ke prani.
0 comments:
Post a Comment
Thanks for your comment