Search Your Song,Movie,Artist here....

Showing posts with label Chandra Mohan. Show all posts
Showing posts with label Chandra Mohan. Show all posts

Jaago Ho Kunwar Kanhaiyya Lyrics - Jwala (1938)

0


Jaago Ho Kunwar Kanhaiyya Lyrics - Jwala (1938)


Movie:        Jwala (1938)
Singer(s):   Ratnaprabha
Lyricist(s):  Pandit Indra Chandra
Composer(s):      Dhamman Khan
Music Director(s):        Dhamman Khan
Genre(s):    Playful
Director(s): Master Vinayak
Music Label:        © Saregama
Starring:    Chandra Mohan, Ratnaprabha, Ashalata Wabgaonkar, Master Vinayak, Chandrakant, Rajani, Dhavale, Bulbule
Release on: 1st January, 1938

Jaago Ho Kunwar Kanhaiyya Song Lyrics


Jaage aaj more bhaaaag
Saheli aao, gaao, bajaao
Mangal thhaal sajaao

Kunwar kanhaiyaa,
Kunwar kanhaiyaa,
Jaago ho
Kunwar kanhaiyaa,
Kunwar kanhaiyaa,
Jaago ho ab jaago ho
Jaago ho ab jaago ho
Jaago ho

Nagar vijay mere laal ki re
Nagar vijay mere laal ki re
Nagar basaayi baans ki re
Nagar basaayi baans ki re
Matawaale ran kesari
Tohe aan khilaawen god aa aa aa
Matawaale ran kesari
Tohe aan khilaawen god
Bolo bolo nainaa kholo
Kunwar kanhaiyaa
Bolo bolo nainaa kholo
Nainaa kholo
Kunwar kanhaiyaa
Jaago ho jaago ho
Ab jaago ho jaago ho

Rasavant kant sukhadhaam ki
Rasavant kant sukhadhaam ki
Ye nainaa utaaren aarti
Ye nainaa utaaren aarti
Aa aa aa ha ha aa
Ye nainaa utaaren aarti
Aa aa aa haa aa
Ye nainaa utaaren aarti

Tan praan naath par waarati
Tan praan naath par waarati
Aao aao godi aao
Kunwar kanhaiyaa
Aao aao godi aao godi aao
Kunwar kanhaiyaa
Jaago ho jaago ho
Ab jaago ho jaago ho
Kunwar kanhaiyya
Kunwar kanhaiyya jaago ho
Kunwar kanhaiyya
Kunwar kanhaiyya jaago ho
Ab jaago ho jaago ho
Ab jaago ho jaago ho.

Har Gali Mein Hain Bagiche Lyrics - Wahan (1937)

0


Har Gali Mein Hain Bagiche Lyrics - Wahan (1937)


Movie:        Wahan (1937)
Singer(s):   Shanta Apte
Lyricist(s):  Narottam Vyas
Composer(s):      Master Krishnarao
Music Director(s):        Master Krishnarao
Director(s): K. Narayan Kale
Starring:    Shanta Apte, Leela Chitnis, Prahlad, Aruna Devi, Chandra Mohan, Ulhas, Master Chhotu, Vasant Desai

Har Gali Mein Hain Bagiche Song Lyrics


Har gali mein hain bagiche
Har gali mein hain bagiche
Phool phal hain sab ras ras ras
Har gali mein hain bagiche
Har gali mein hain bagiche
Phool phal hain sab ras ras ras
Har gali mein hain bagiche

Baagbaan arzi suno
Baagbaan arzi suno
Do hukum aaraam lene
Do hukum aaraam lene
Do ghadi hamko bas bas bas
Har gali mein hain bagiche
Har gali mein hain bagiche

Ham pe hain saamaan amiri
Ham pe hain saamaan amiri
Par na dilbar koi shirin
Par na dilbar koi shirin
Bole jo hans hans hans
Har gali mein hain bagiche
Har gali mein hain bagiche
Phool phal hain sab ras ras ras
Har gali mein hain bagiche
Har gali mein hain bagiche.

Aaj Hame Ban Behad Bhata Lyrics - Amar Jyoti (1936)

0


Aaj Hame Ban Behad Bhata Lyrics - Amar Jyoti (1936)


Movie:        Amar Jyoti (1936)
Singer(s):   Shanta Apte
Lyricist(s):  Narottam Vyas
Composer(s):      Master Krishnarao
Music Director(s):        Master Krishnarao
Genre(s):    Playful
Director(s): Rajaram Vankudre Shantaram
Starring:    Durga Khote, Shanta Apte, Vasanti, Aruna Devi, Chandra Mohan, K. Narayan Kale, B. Nandrekar

Aaj Hame Ban Behad Bhata Song Lyrics


Aaj hame ban behad bhata
Aaj hame ban behad bhata
Dikhe sabhi vastu ati sundar
Dikhe sabhi vastu ati sundar
Kya vasant hai aata
Kya vasant hai aata
Kya vasant hai aata

Kal kal karti vyakul ho nadi
Kal kal karti vyakul ho nadi
Kidhar chali ithlaati
Kidhar chali haan haan
Kidhar chali ithlaati
Apne pyare mitra nir
Sagar se milne jaati
Apne pyare mitra nir
Sagar se milne jaati
Wahaan maalti bel ped se
Wahaan maalti bel ped se
Mil kar kya karti hain
Mil kar kya karti hain
Chaahti hain pritam sa usko
Chaahti hain pritam sa usko
Lipat aahe bharti hain
Lipat aahe bharti hain
Gun gun karta ye bhanwraa hai
Gun gun karta ye bhanwraa hai

Wo kiske gun hai gata
Wo kiske gun hai gata gaata
Gata hai gun gulaab kaa
Gata hai gun gulaab kaa
Jisase ras hai paata
Jisase ras hai paata
Kudrat mein ye khel mel kaa
Kudrat mein ye khel mel kaa
Kaho kis liye hotaa
Kaho kis liye hotaa
Anubhav karta hai dil mera
Anubhav karta hai dil mera

Par kyun nahin batlata
Par kyun nahin batlata lekin
Aaj hame ban behad bhata
Aaj hame ban behad bhata
Dikhe sabhi vastu ati sundar
Dikhe sabhi vastu ati sundar
Kya vasant hai aata
Kya vasant hai aata
Aaj hame ban behad bhata
Aaj hame ban behad bhata.

Ab Maine Jana Hai Lyrics - Amar Jyoti (1936)

0


Ab Maine Jana Hai Lyrics - Amar Jyoti (1936)


Movie:        Amar Jyoti (1936)
Singer(s):   Shanta Apte
Lyricist(s):  Narottam Vyas
Composer(s):      Master Krishnarao
Music Director(s):        Master Krishnarao
Genre(s):    Love
Director(s): Rajaram Vankudre Shantaram
Starring:    Durga Khote, Shanta Apte, Vasanti, Aruna Devi, Chandra Mohan, K. Narayan Kale, B. Nandrekar

Ab Maine Jana Hai Song Lyrics


Ab maine jana hai
Ab maine jana hai
Haay prem kya hai
Haay prem kya hai
Ab maine jana hai

Ham agar jaante ki
Ishq dard deta hai
To bhala kis liye
Iss marz ka sauda karte
Ab maine jana hai
Haay prem kya hai
Haay prem kya hai
Ab maine jana
Prem bana ab dil ki bedi
Prem bana ab dil ki bedi
Jo zewar mana hai
Jo zewar mana hai
Ab maine jana hai

Ishq aur dil
Ishq aur dil hilmil ke
Dosti mein ek huye
Dil se gar ishq nikaale
To dil bhi jata hai
Ab maine jana hai
Haay prem kya hai
Haay prem kya hai
Ab maine jana hai.

Jeet Jyot Tezz Chamak Lyrics - Amar Jyoti (1936)

0

Jeet Jyot Tezz Chamak Lyrics - Amar Jyoti (1936)


Movie:        Amar Jyoti (1936)
Singer(s):   Durga Khote
Lyricist(s):  Narottam Vyas
Composer(s):      Master Krishnarao
Music Director(s):        Master Krishnarao
Genre(s):    Playful
Director(s): Rajaram Vankudre Shantaram
Starring:    Durga Khote, Shanta Apte, Vasanti, Aruna Devi, Chandra Mohan, K. Narayan Kale, B. Nandrekar

Jeet Jyot Tezz Chamak Song Lyrics


Jeet jyot tezz chamak raha hai
Jeet jyot tezz chamak raha hai
Jeet jyot tezz chamak raha
Bijli sa ujla ho chamak raha hai
Jeet jyot tezz chamak raha

Man ka soch gaya hai
Man ka soch gaya hai
Dushman se badla paya hai
Dushman se badla paya hai
Jeet jyot tezz chamak raha hai
Jeet jyot tezz chamak raha

Kaun sukhi mujh sa hai
Kaun sukhi mujh sa hai
Kaun sukhi mujh sa hai
Kaun sukhi mujh sa hai
Dhan daulat paa saka
Han daulat paa saka
Jeet jyot tezz chamak raha hai
Jeet jyot tezz chamak raha.

Suno Suno Ban Ke Prani Lyrics - Amar Jyoti (1936)

0

Suno Suno Ban Ke Prani Lyrics - Amar Jyoti (1936)


Movie:        Amar Jyoti (1936)
Singer(s):   Shanta Apte
Lyricist(s):  Narottam Vyas
Composer(s):      Master Krishnarao
Music Director(s):        Master Krishnarao
Genre(s):    Playful
Director(s): Rajaram Vankudre Shantaram
Starring:    Durga Khote, Shanta Apte, Vasanti, Aruna Devi, Chandra Mohan, K. Narayan Kale, B. Nandrekar

Suno Suno Ban Ke Prani Song Lyrics


Suno suno suno suno
Suno suno ban ke prani
Bani hoon aaj tumhari rani
Bani hoon aaj tumhari rani
Suno suno suno suno
Ban ke prani
Tum ped khade kya karte
Tum ped khade kya karte
Kyun nahin yaha pehara dete
Kyun nahin yaha pehara dete
Ghusa chor kara na haani
Ghusa chor kara na haani
Suno suno ban ke prani
Suno suno ban ke prani

Kaar hai kaar
Hai kaar karo mat jaladi
Bano sipaahi bedaradi
Bano sipaahi bedardi
Sab se roz karo shaitaani
Sab se roz karo shaitaani
Suno suno ban ke prani
Nahin patthar

Patthar tum mantri banana
Patthar tum mantri banana
Raaj kaaj mein badha dena
Raaj kaaj mein badha dena
Aap kiya karna nadani
Aap kiya karna nadani
Suno suno ban ke prani

Tum kunj badi mastani
Tum kunj badi mastani
Ban jana rani ki nani
Ban jana rani ki nani
Sada sharir badhe lasani
Sada sharir badhe
Suno suno ban ke prani
Suno suno ban ke prani.

Kamasini Mein Dil Pe Lyrics - Amrit Manthan (1934)

0


Kamasini Mein Dil Pe Lyrics -  Amrit Manthan (1934)


Amrit Manthan is a 1934 Indian Hindi film directed by V. Shantaram and produced by Prabhat Film Company under the banners Saregama. The film (Amrit Manthan), starring Chandra Mohan, Nalini Tarkhad, Shanta Apte, Sureshbabu Mane, was released in theatres in 1934. The film’s songs are composed by Keshavrao Bhole.




Movie: Amrit Manthan (1934)
Singers: Shanta Apte
Composer: Keshav Vaman Bhole (Keshavrao Bhole)
Music Director: Keshavrao Bhole
Genre: Happy
Director: V. Shantaram
Music Label: © Saregama
Starring: Chandra Mohan, Nalini Tarkhad, Shanta Apte, Sureshbabu Mane

Kamasini Mein Dil Pe Song Lyrics


Kamasini mein dil pe
Gham kaa baar kyon
Kamasini mein dil pe
Gham kaa baar kyon
Vaa yeh kismat paas
Gul ke khaar kyon
Vaa yeh kismat paas
Gul ke khaar kyon
Kamasini mein dil pe
Gham kaa baar kyon

Tut jab ummeed hi apani gayi
Tut jab ummeed hi apani gayi
Bandh raha hai
Aansooo kaa taar kyon
Bandh raha hai
Aansooo kaa taar kyon
Kamasini mein dil pe
Gham kaa baar kyon

Dil huaa tukade to
Pahale baar mein
Dil huaa tukade to
Pahale baar mein
Phir bhi tiro ki hai
Ye bauchhaar kyon
Kamasini mein dil pe
Gham kaa baar kyon

Veer is deewaanagi
Mein hai maza
Veer is deewaanagi
Mein hai maza
Log kahate hai
Ise aazaar kyon
Log kahate hai
Ise aazaar kyon
Kamasini mein dil pe
Gham kaa baar kyon.

Raat Aayi Hai Lyrics - Amrit Manthan (1934)

0


Raat Aayi Hai Lyrics -  Amrit Manthan (1934)


Amrit Manthan is a 1934 Indian Hindi film directed by V. Shantaram and produced by Prabhat Film Company under the banners Saregama. The film (Amrit Manthan), starring Chandra Mohan, Nalini Tarkhad, Shanta Apte, Sureshbabu Mane, was released in theatres in 1934. The film’s songs are composed by Keshavrao Bhole.




Movie: Amrit Manthan (1934)
Singers: Shanta Apte
Composer: Keshav Vaman Bhole (Keshavrao Bhole)
Music Director: Keshavrao Bhole
Genre: Playful
Director: V. Shantaram
Music Label: © Saregama
Starring: Chandra Mohan, Nalini Tarkhad, Shanta Apte, Sureshbabu Mane

Raat Aayi Hai Song Lyrics


Raat aayi hai naya
Rang jamaane ke liye
Raat aayi hai naya
Rang jamaane ke liye
Leke aaraam ka paighaam
Zamane ke liye
Leke aram ka paighaam
Zamane ke liye
Gungunaati huyi dheere
Se yeh aati hai sadaa
Gungunati huyi dheere
Se yeh aati hai sadaa
Thapkiyaan maa ki tarah
De ke sulaane ke liye
Thapkiyaan maa ki
Tarah de ke sulane ke
Raat aayi hai naya
Rang jamaane ke liye
Kaise benazmi se bikhre
Hain yeh laal o gohar
Kaise benazmi se bikhre
Hain yeh laal o gohar
Aasmaan kya teri daulat
Hai lutaane ke liye
Aasmaan kya teri daulat
Hai lutaane ke liye
Raat aayi hai naya
Aaaa aaaa aaa

Raat aa
Raat aayi hai naya
Rang jamaane ke liye
Kya hi achha hai
Yeh bachpan ka
Zamaana bhi yaha aa aa aa
Kya hi achha hai
Yeh bachpan ka
Zamaana bhi yaha aa aa aa
Kya hi achha hai
Yeh bachpan ka
Zamaana bhi yaha
Aa aa aa aa
Kya hi achha hai
Yeh bachpan ka
Zamaana bhi yaha
Mauj karne ke liye
Khelne khaane ke liye
Mauj karne ke liye
Khelne khaane ke liye
Raat aayi hai naya
Rang jamaane ke liye
Leke aram ka paighaam
Zamane ke liye
Raat aayi hai naya
Rang jamaane ke liye.